Dekha Hilal-e-Eid to aaya khayal tera
Wo aasman ka chand ha,
Tu chand ha mera
Lovling Chand Rat
Dekha Hilal-e-Eid to aaya khayal tera
Wo aasman ka chand ha,
Tu chand ha mera
Allah kary har raat chand banke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi na dur ho apky chehre se muskurahat
Har din aysa mehman ban k aye
Dear bara maza aa raha hai,
Molana,
Mufti sahiban or sab log chand dhoond rahe hain,
.
.
.
.
.
Aur main yahan ghar mein chhupi baithi hoon…
, Chaand
,’,’ * buht
‘, ‘, , Mubark ho?
‘ ,’,’,’,’ ‘
Dua he k
ye ‘BarktoN wala MaheeNa
apke lye DheroN kushiyan
laye.
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Aur Kisi Nay Nahi Main Nay Tuje Pakra Hota
Main Rooz Tuje Pathtay Khilata
Thory Thory Nahi Sary Ikhattay Khilata
Tu Mujh Ko ME ME Kar kay Bulata
Aur Sham ko Main Tujhe Gali Gali Ghumata
Mere Pass Bike Nahi Chakra Hota
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Raat KO Sardi Main Tu Akra Hota
Mere Muhabbat Main Kuch Isstarah Jakra Hota
Kash is Eid Pay Tu Mera Bakra Hota
Aey Eid k Chaand!
Q karta hy Tu molviyon ko Pareshan,
Tujhe Dekhne k Liye Be chain Hain
Mufti Muneeb ur Rehman,
Tujhe Daikh Nahi Pate
Pore Pakistan k insan,
Magar na jane kahan se Dhondh Lete Hain
Tujhe peshawar k pathan,
Aey Eid k chaand..!!
Chupke se Chand ki Roshni Choo Jae ap ko!
Dheeray se ye Hawa kuch keh Jae ap ko
Dil se Jo Chahte
Ho Mang lo KHUDA se
Hum Dua Karein Ge
K Wo Mil Jae Aap Ko.
Happy Chand Raat & Eid Mubarak
Chal chaliay masjid de us nukray,
Jitha jutiyan di lambi qatar howy
Ek tu chuk le, ek main chukan,
Saddi EID tai mazadar howy
Agar Aap
Chate Ho
K Is Dafa
29 Rozy
Hon
Or Eid
Jaldi Ho
Jaye To
Apne Hath
Uthayen Or
ALLAH Say
Mery Nazar
Anay Ki
Dua Karen 🙂
Can I stay here in your inbox and wait till CHAND RAAT
so that I will be 1st to Greet you
and wish you
Happy Eid Mubarak
Close your eyes and imagine my smiley face
my eyes
my nose
my lips
my hairs
ok DONE
Mubarak ho app ne Eid ka chand daikh lia 3 din pehley
Ap sb dua krna
Mulana Mufti
Muneeb Ur
Rehman ki
biwi
k kapre sahe
waqt per tayar
ho jayen
warna
last year ki
tarhan 11:30 bjaye eid ka ailan hoga.
Ramzan mai Main Ghar Se Is Liye Nahi Niklta…..
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Log Roza Na Tor De Eid ka Chand Samaj kar:-)