Aaj bhi usay yaad kr k anso aa jatay hai
Hum khud say is qadar majbor q hotay
Dil humara hai to dharkan pr raj us k q hai
Jan humari par Jan say piyaray woh q hai
Honth humaray hai to muskan par un ki hukmarani hai
Ankhany humari hai anso in ki judai mein nikltay hai
Jab sb kuch un k hai to deewar q hai
a meary tab ya to mohabbat na bani hoti
Ya majbori judai majbori hi say hoti hai meri jaannnn
Aaj bhi usay yaad kr k anso