Janon-e-Ishq se to Khuda bi na bach saka
IQBAL
tarif-e-husne yar me sara quran likh diya.
Janon-e-Ishq se to Khuda bi na bach saka
IQBAL
tarif-e-husne yar me sara quran likh diya.
Apne Dil Mein Armaan Koi Rakhna
Dunya Ki Bheed Mein Pehchan Koi Rakhna
Ache Nahi Lagte Jb Hote Ho Udaas
In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna
Tujh se Ba-Zahir Koi Rishta Bhi Nahi Hai
Fahad
Mager ye Bhi Sach Hai k Dil k Sub Rishtay Bhi Tujhi se Hain……!!!!
Ba Zahir Jo Hamary Kuch Nahi Lagtay
Fahad
Dar Haqeqat Wohi Loog Dil k Boht Qareeb Hotay Hain…!!
*._.*KuCH YaaD Kar Ke AanKH Se Aansoo NikaL Parey,,,*
*””Muddat Ke BaaD Guzrey Jo Uski GaLi Se HaM!*._.*
*._.*Bari Arzoo Thi Unhein B-e-Niqaab Dekhne Ki,,
*Ghalib*
*””Dupatta Jo Sarka To Zulfein Dewaar Ban Gai!*._.*
*._.*Dono Hathon Se Chupa Rakha Hai Rukhsaaron Ko,,*
*””Kis Tarha Bhanp Liya Tum Ne Irada Mera!*._.*
*._.*Chup Chaap Guzar Ja, Meri Dehleez Se Wapis,
Ay Mohabbat,
Dastak Tere Hathoon Ki, Mera Ghar Na Jalaa De!*._.*
*._.*Falak Mein Aag Lag Jati
Jo Donoon Ru-Baru Hotey,,*
*”Ghuroob-E-Shams
Lazim tha,
Tulloo-E-Chand Sey Pehley*._.*
Fakhar Ye K Tum Meray Ho
Fikar Ye K Najany Kab Tak.!
Muskara kar Dekho Tu Saara Jahaan Haseen Hy,
Warna Bheegi Ankhoon Se tu Aaina Bhe Dhundla Nazar Aata Hai.!!
Aisa Nahi K Ghum Ne, Barhai Ho Apni Umer
Mausam Khushi Ka, Waqt Se Pehle Guzr Gaya.
Na TakhT-o-Taaj Ki He AarZoO Na BaZm-e-ShAh Ki He JuStuJu
Jo NaZar Se DiL Ko BaDaL SakE MujHE Us NiGaH Ki TaLaSh He.